Tarif Shayari For Your Love

 


तेरी आँखों के खूबसूरती में डूब जाऊ मै , धीरे धीरे तेरी तारीफ करता चला जाऊ मै.......


KASA HUA TEER HUSN KA
JARA SAMBHAL KE RAHIYEGA,
NAJAR NAJAR KO MAREGI,
TO KATIL HAME NA KAHIYEGA..!




YU NA NIKALA KARO AAJKAL RAAT KO,
CHAND CHUP JAYEGA DEKH KAR AAP KO..!




USNE HOTHON SE CHU KAR 
DARIYA KA PANI GULABI KAR DIYA,
HAMARI TO BAAT AUR THI USNE
MACHHALIYON KO BHI SHARABI KAR DIYA..!




IN AANKHO KO JAB JAB UNKA DIDAR
HO JATA HAI.
DIN KOI BHI HO, LEKIN MERE LIYE
TYOHAR HO JATA HAI...!




SAWALI SI SURAT CHEHARE PE RANGAT
ANKHO MANO KOI RAAJ HO JAISE,
HOTHON PE TIL CHEHARE PE MUSKURAHAT
HOTH MANO KHILARA GYA GYLAB JAISE,,!




TUMHARI KHUBSURATI KA KOI JAWAB NHI HAI,
ISE BAYAN KAR SAKE AISE KOI ALFAJ NAHI HAI..!!




AASAMAN ME KHALBALI HAI
SAB YAHI PUCHH RHE HAI
KAUN FIRATA HAI JAMIN PE
CHAND JAISA CHEHARA LIYE..




JO KAGAJ PAR LIKH DU TARIF TUMHARI
TO SHYAHI BHI TERE HUSN KA GULAM
BAN JAYE....!!



एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें (0)